02

𝐂𝐡𝐚𝐫𝐚𝐜𝐭𝐞𝐫𝐬 𝐀𝐬𝐭𝐡𝐞𝐭𝐢𝐜 𝐚𝐧𝐝 𝐖𝐚𝐫𝐧𝐢𝐧𝐠

⚠️ Dark Content Warning:

This story contains dark and mature themes, including forced marriage, abduction, power-play, obsession, and enemies-to-lovers dynamics. The male leads may display morally grey or toxic behavior at times. Some scenes may include psychological manipulation, emotional trauma, and intense confrontations.

This is a work of fiction meant for entertainment purposes only. It does NOT promote toxic relationships, abuse, or violence in real life. Reader discretion is strongly advised. If such themes disturb you, please avoid reading further.

𝐂𝐇𝐀𝐑𝐀𝐂𝐓𝐄𝐑𝐒 𝐀𝐄𝐒𝐓𝐇𝐄𝐓𝐈𝐂

SHARANYA BISHT

AGE- 25

A docter by profession

"Bikhri hoon, magar bikharne ka haqdaar bhi nahi,
Tooti hoon, par cheekhne ki bhi ijaazat nahi,
Jism sajta raha logon ki khwahishon ke rang mein,
Magar rooh... rooh ab bhi udaasi ki qaid mein hai..."

---

"Har muskurahat pe ek bojh chhupa hai,
Har nayi subah pe ek udaas sa saya hai,
Log kehte hain waqt badal jaata hai,
Par kuch lamhe aise hain... jo bas chubh jaate hain..."

"Khud se mila bhi nahi, aur sab kuch kho diya,
Zindagi ki galiyon mein bas ek tanha sa mod liya,
Aksar socha... kya bas itna hi likha hai mere liye?
Ya ab bhi kahin koi nayi subah meri raah dekhti hai...?"

ROLEX

AGE - 29

Profession? His existence needs to be destroyed, not erased

"Naam se darr lagta hai logon ko,
Chehre pe bas ek adawat chhodi hai,
Mohabbat..?
Uske liye waqt bhi nahi, zarurat bhi nahi..."

---

"Jo mere raste mein aata hai, mitt jata hai,
Jo aankhon mein aankhon daalta hai, toot jata hai,
Aur jo dil mein jhankne ki koshish karta hai...
Woh samajh nahi pata,
Ke main dil se nahi, dushmani se zinda hoon..."

---

"Zakhm diye hain, khud bhi liye hain,
Par kabhi kisi se jawab nahi maanga,
Duniya sirf jung ki bhasha samajhti hai,
Aur main... usi bhasha mein likha gaya hoon..."

---

"Kabhi socha nahi tha... koi meri aankhon ke parde uthaega,
Par yaad rakh...
Jo bhi mere dil tak aayega,
Use meri dushmani ki dehleez se guzarna hoga..."


DAKSH DHANRAJ

AGE - 28

A businessman and secret underworld don

"Tere saath mohabbat ka khel nahi khela,
Bas apni jeet likhni thi... wo likh di,
Chahe teri aankhon mein dard ho ya nafrat,
Mujhe farq sirf is baat ka hai...
Teri kismet pe mera naam ho..."

---

"Mohabbat main samjhta nahi,
Aur samjhun bhi kyun...?
Jab bas meri chhaap tere wajood pe kaafi hai,
Jo mera hai... wo kisi aur ka ho bhi kaise sakta hai..."

---

"Tere jazbaat... tere faisle,
In sabki koi keemat nahi mere saamne,
Tujhe pasand aaye ya na aaye,
Teri zindagi... mere saath hi guzregi..."

---

"Main wo nahi jo aankhon mein utarta hai,
Main wo hoon... jo saanson mein bas jata hai,
Aur yaad rakh,
Mujhe chhodna, mujhe taalna...
Itna asaan nahi hai..."

VEDANG DHANRAJ

AGE- 35

"Meri duniya, meri shartein,
Jo mera nahi, wo kabhi mera nahi ho sakta,
Teri koi marzi, teri koi aawaaz,
Bas meri hukumati chalti hai yahan..."

---

"Na pyaar chahiye, na mohabbat,
Bas apni jagah pakki karni hai,
Jo mera hai, uska silsila chalna chahiye,
Na tu kabhi soch, na tu kabhi kehna..."

---

"Tere aansuon se mera koi rishta nahi,
Main dard nahi bantta, sirf hukum chalata hoon,
Jo baat meri na maani, uske liye jagah nahi,
Main wo sikka hoon, jiska sar upar hota hai..."

---

"Zindagi meri marzi se chalti hai,
Tu meri chhaya hai, sirf mere haq ki nishani,
Jitna bhi tu larh le, jitna bhi tu roye,
Meri chhaya ke bina, tu akeli hi hai..."

NANDITA BOSS


AKA NANDITA VEDANG DHANRAJ


AGE - 23


"Door se dekha tha sapne ek roshan jahaan ke,
Par haath mein tha sirf andhera aur bandhan ke dhaage,
Majboori ki deewar ne khwabon ko roka hai,
Phir bhi dil mein chhupi hai ek chhoti si aasha..."


---


"Garib galiyon se aayi hoon main,
Jahan zindagi ka har pal ek jung hai,
Shadi ka faisla nahi tha mera,
Phir bhi jine ki koshish mein hoon main..."


---


"Tere saath jeene ko majboor hoon,
Par tera dard samajh nahi paati,
Kabhi socha karti hoon, kya kabhi milega azaadi ka pal,
Jab dil ki baatein khul kar keh paungi..."


---


"Majboori ke is silsile mein phasi hoon,
Par apne sapno ko mita nahi sakti,
Ek din zaroor roshan karungi apni raah,
Chahe raaste kitne bhi katin hon..."


OTHERS CHARACTERS


Yashvardhan Rathore ( A politician)

Satya and Veer ( Rolex 's friend)

Sharad Pahadiya ( Rolex 's uncle)

Hansika Bisht ( Sharanya's mother)

Piyush bisth ( Sharanya's Brother)

Vansh Dhanraj( Daksh's Brother)

Shital Dhanraj ( Daksh's mother)

Meera Dhanraj ( Daksh's Dadi)

Advait Dhanraj ( Daksh's father)

TROPES

• Good Girl × Bad Boy

• Doctor vs Criminal

• Morally Gray Hero

• Forbidden Love

• Enemies to Lovers

• Soft for Her, Ruthless for the World

• Dangerous Obsession

• Slow Burn Tension

• He Breaks Rules, She Saves Lives

• Dark Romance

• Protective Criminal

• Innocent but Strong Heroine

• Crime and Medicine Collide

• Love Against All Odds

"She stitches wounds... he creates them." "She saves lives... he takes them."

"One heals. One destroys. But hearts? Both break."
"In her world, he's the disease... but also the only cure."

Thank you for reading ❤️ 😚 😚

Write a comment ...

Write a comment ...